Zindagi se mene meri
Kuch nahi maanga kabhi
Zindagi se mene meri
Kuch nahi manga kabhi
Tu jo mere pass hai to
Door mujhse gam sabhi
Muskurahat banke mere
Hoot pe bikhra rahe
Pyar tera aur mera
Ese he chalta rahe
Mujhe hai teri har gaadi fikar
Kahi ye tera mann gaya jo bhar
Na jaane tumhe kab laage khabar
Mein kab ki hu maar miti tum par
Mein teri raah dekhungi
Tum bhi kuch esa krna
Nahi aae too roo dungi
Tum na kuch esa karna
Mein teri raah dekhungi
Tum bhi kuch esa krna
Nahi aae too roo dungi
Tum na kuch esa karna
Tu Saamne Betha Rahe
Tujhe Dekha karu, raat din
Dheere se fir tujhse kahu
Dil dhadakta nahi tere bin
Tujhi se meri saanso ka safar
Tujhi se mere ishq ka asar
Na jaane tumhe kab laage khabar
Mein kabki hu maar miti tumpar
Mein teri raah dekhungi
Tum bhi kuch esa krna
Nahi aae to roo dungi
Tum na kuch esa karna
Mein teri raah dekhungi
Tum bhi kuch esa krna
Nahi aae to roo dungi
Tum na kuch esa karna